Monday, November 10, 2014

Waving Evening

Birds flew back from a tiring day
The breeze all set to freeze the time
Sea awaits the sun to drown
And the evening is slowly waving down

Memories are running through my veins

Picking up the moments from the past again
To the rising moon is all I owe
It knows how much tears I shed then and now

Fading light dims the way
The lamp of secrets illuminates the street
Bundles of papers yet to be opened
Incomplete stories now to be written

Sitting beside my window grills
I welcome the night coming to me
Remembering the elapsed dreams of yesteryear's
I rest back on the pillow with silent tears!

Thursday, November 6, 2014

How Far Can I Go ?

How far can I go to live for once ?
Behind the mountains, over the oceans or above the clouds.
There is one breath that I hold upon
The rest is less the rest is agony.

Moonlight enters through my broken window
My nights aren't dark but my thoughts are.
Why should I weep when I can cherish ?
Lets not get puzzled and solve the chaos.

I live in a realm that I own
Let me rule it not someone else.
Scorched heat can break my skin,
But not my soul or my heart.

Desperate emotions dwindle happiness
Lets have faith in destinies suspense.
Be a magician and shock the life,
Let the applause of the almighty keep the show on !

Wednesday, November 5, 2014

Misty Morning

And a day is up with misty morning..
Me and my past are cuddling again..
Rays of hope screaming loud..
Hey soul, step out of the worldly pain..

Moving the curtains of flickering thoughts..

I'm trying to fix my mind at one spot..
Its your fate you must live it..
No matter what you gain or what you have lost..

Walk away when the past is melting..
There will be ways, just move..
Sip on joy and nourish yourself..
You have the time now, just pursue..

A dew of last night fell on me..
It made me clean like a all new sky..
Pleasures are abundant just find them..
Live now may be next is your turn to die..

Monday, September 15, 2014

Ho Sake Tho Laut Jao

Ho sake tho laut jao..
Yaadon ke kohre kabhi kabhi rooh ko chupa dete hain
Dil ka mausam bigaad dete hain
Uss kohre ko hatakar dekh lena aage ki dagar
Sab mein kahan hoti hain aisi nazar
Tujhe saaf waadiyon mein rehne ki aadat hain
Badalte hawaon ko seh na paayega
Ho sake tho laut jao..

Main ek sammandar hoon bahut gehra sa
Tere andar aag jitna bhi ho
Mumkin nahin mujhe jala dena
Sahil par rehkar mehsoos kar lena mujhe
Utar na jana mujh mein, lehrein dara denge tujh ko
Jahazon mein sair kiye ho ab tak
Kasti ka safar tere bas ka nahin
Ho sake tho laut jao..

Sunday, September 14, 2014

Meri Majbooriyon Ko Tu Mohabbat Na Samajna

Meri majbooriyon ko tu mohabbat na samajna
Main nastik hoon mere sajde ko ibadat na samajna

Ye zaroori tho nahin ki jo tu kahe wohi main kahun
Apna nazariya rakhti hoon ise bagawat na samajhna

Mustakbil mein khushiya ho isliye aaj thoda rulati hoon
Meri iss sakti ho tu nafrat na samajna

Tu mehfoos rahe isliye teri dushmaon se dosti hain
Meri iss kamzori ko tu chahat na samajna

Mushkilon ne choda nahin maine use apna liya
Mere jhoot moot ke hasne ko tu rahat na samajna

Ye tera karz tha tujhe hi chukana tha
Agar mera mizaj badal gaya tho inayat na samajna

Kisi ko harane ke liye nahin khud ko jitane ke liye jeeyo
Ye zindagi hain isko siyasat na samajna

Teri hukumat tere shehar men khoob chalti hogi
Ye mera ghar hain isko apni riyasat na samajna

Ranjishon se darti nahin bas chahat nahin hain uski
Aksar sar jhukathi hoon ise nazakat na samajna..

Woh Ek Pal Mein Sadiyan Milti Hain

Woh ek pal mein sadiyan milti hain
Kya batau mohabbat mein kitni khushiyan milti hain

Bichde huye aashiq itni betaabi se milte hain
Jaise samandar mein aakar nadiyan milti hain

Log chod dete hain hum apne saath rehte hain
Koyi akela nahin hota sab mein parchaiyan milti hain

Khud par bharosa karo ya khuda par bharosa karo
Har kisi par yakeen karne se ruswayian milti hain

Tabahi ka zimmedar kabhi muqaddar nahin hota
Kisi aur ke bharose jeeoge tho tanhaiyan milti hain

Chod tho hum dete hain zindagi saath nibhathi hain
Jeene ki wajah nahin tho jeene ki majbooriyan milti hain

Sau baar padhoge tho ek lafz samjhoge
Zindagi ki har panne mein duswariyan milti hain

Waqt ki raftaar se jo aage nikal jaata hain
Aksar unhi mein kamyabi ki kahaniyan milti hain..

Khud Ko Akela Chod Nahin Sakta

Khud ko akela chod nahin sakta, kisi ka kabhi ho nahin sakta
Main lakh khosish karta hoon magar mohabbat dobara ho nahin sakta

Mohabbat chup jati hain nafrat dikh jata hain
Aisi nigahon se bharosa kabhi ho nahin sakta

Zindagi ki har mod par insaan khushi dhoondtha hain
Wo nahin samajta ki har gulshan mein gulab ho nahin sakta

Rishton ki ahmiyat ko koyi naap nahin sakta
Ye samandar hain iss mein paani kam ho nahin sakta

Maikhane se zyada madhoshi dilon mein hoti hain
Mohabbat se zyada nasha sharab mein ho nahin sakta

Chahe mandir mein milta ho chahe mazjid mein milta ho
Khuda ek hain doosra ho nahin sakta

Ye afsana hain haqeekat tho woh tha
Main bhool gaya ki mohabbat dobara ho nahin sakta

Gamo ke barabar mein khushiyan milti hain
Zindagi ki tarazu mein kuch kam kuch zyada ho nahin sakta

Ye haseen zindagi hain ise do pal rone do
Pathjhad mein barish der tak ho nahin sakta

Jitna tumse ut tha hain utna hi boj milta hain
Khuda kabhi kisi se beimaan ho nahin sakta..

Thursday, September 11, 2014

In Nigahon Ka Deedar Kuch Der Karne Do


Poem - Poornima Nambiar
Voice - Poornima Nambiar 

For Audio Visit - www.soundcloud.com/poornima-nambiar

A Walk In Search Of A Broken Kite

When lost in the jungle of the past
My eyes were in search of the light
Path of regret and foot of fear
A walk in search of a broken kite.

It flew high it, got stuck
It rose again, it flew again
Either the wind could stop nor my hands
Mine was the game and the gain.

The sun got set and the clouds turned black
All of a sudden there was rain
It was hard to decide further
At once my kite lost in vain.

How can I sleep with lost dreams ?
Exhausted hopes shattered me.
Soul lost once is lost forever
From where will I find a all new me ?

Kulirma Nalkunna Kaatupole - My First Malayalam Poetry


Poem - Poornima Nambiar
Voice - Poornima Nambiar 

For Audio Visit - www.soundcloud.com/poornima-nambiar
 

Thursday, August 7, 2014

Ek Beeta Hua Kal Hain

Ek beeta hua kal hain ek aanewala pal hain
Zindagi tho do lafzon ki ek gazal hain

Kal ko sajakar aaj yaha barbaad hain
Khushiyon se nahin insaan gamo se mukammal hain

Mohabbat ko shouk nahin zaroorat samajhiye
Sardi ki raaton mein ye garmi ka kambal hain

Taqdeer ki fitrat kuch mausam jaisa hain
Is mein kabhi sooraj tho kabhi baadal hain

Logon ne mujhe suna hain magar samjha nahin
Jise woh shayar kehte hain woh khayalon ka jungal hain

Tuesday, June 17, 2014

Frozen Dreams


Frozen dreams, faded memories and broken promises
Life has given me so much to remember
I will run from now and then, from you and from them
Come, catch me ! there is no way to surrender

In exchange of love give me love
If you agree then I am all yours
I wasn't wrong time has mistaken me
Never thought that one moment could bring thousand sorrows

Take me back to that one moment
When my heart beat first for you
I was unaware of the consequences
Love is a crime I never knew

You said you will be there when I call
I screamed, I yelled, I begged you wasn't there
My existence today is just a fun
Now for survival many masks I wear.

Wednesday, March 5, 2014

Gum Hogaya Hai Shareefon Ka Zamana


Poem - Poornima Nambiar
Voice - Poornima Nambiar

For Audio Visit - www.soundcloud.com/poornima-nambiar